Vo nahi mera magar usse mohabbat hai to hai......
Ye agar rasmo rivazo se bagawat hai to hai.........
Kab kaha maine ki vo mil jaye mujhko or main usey.....
Gair n ho jaye vo bas itni hasrat hai to hai.........
Jal gaya parwana to shama ki isme kya khata......
Raat bhar jalna jalana humari kismat hai to hai......
Door the aur door hai hardam zamin aur aasman.....
Duriyon k baad bhi dono mein mohabbat hai to hai.....
Pyar bankar vo satata hai mujhe.......
Fir bhi us par marna meri fitrat hai to hai...... !
Sweety